Home / Misc Fun Stuff / Desi Funxite / Desi Shayari / Funny Shayari I
Hello Guest! login | Register

Funny Shayari I , Desi Shayari

Resource for Funny Shayari I , Desi Shayari with jokes, mobiles, MSN Stuff, Gifts, Fashion, Games, Films and Music. Continue for our current list of the Funny Shayari I , Desi Shayari.


Funny Shayari I

Tumhare liye main chand taare tod du,
Honda city,opel,mecedez tak chod du,
Darling itna kaafi hai ya,
do char jhuth aur bole du

aapko kabhi koi gham na ho..
apki ankhe kabhi ansuo se nam na ho..
apko mile roz-roz naye-naye girl friend
jiski umer 60 sa kam na ho ...

Arz Kiya Hai;
Bhains ki poonch yun hi to nahi hoti........
Yeh be ek fun hai aabru chupanay ka........

MCM Da nazara na hunda,
Sukhna lake da kinara na hunda,
je ajkal di kudiyaan fashion na kardiya,
sardara da munda awara na hunda,
par je sardara da munda awara na hunda
taan ajkal di kudiyaan da guzaara na hunda

tere intzaar mein ye aankhein soyi nahi
barso se hassi ja rahi, royi nahi
tumse dil ki ek baat kehni thi
ki "Jassi jaisi koi nahi"

Mohabbat mujhay un jawano se hai
Jo khatay peetay gharano se hain

Itnay dino se jalanay nahi aya
Galti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jeeyain gey saath marain gey
Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya

Khuda karay sab haseenaaon ke baap mar jaain
Maut ka bahana ho aur hum in kay ghar jaain

Dekha tujhe to rooh khush ho gayi,
Ek kami thi vo bhi puri ho gayi,
Pagal hain vo log jo kehte hain ki,
Chimpanzi ki aakhri nasal kahin kho gayi!!

Sehwag ki maa ko bulao,
Sachin ko Pepsi pilao,
Ganguly ko Chawanprash khilao,
Dravid ko castrol pilao
Kaif ko Lays khilao,
PAR KAISE BHI HO INDIA KO JITAO

Woh gori hai uski zulfe hain kali,
Wo Pari hai ya Pariyo ki Rani,
Uski har baat hai nirali,
Par kya karu yaaro wo ladki kisi Aur ne pata li

Mein Chahta Hon Tum Koiss Qadar
Koi Aur Mil Jaey Tu Dekhon Naa Mur Kar




Tell Your Friend





More from Web